Sunday, June 20, 2010

Banda Accha Hai Testimonial

yar bura mat maana magar ....yai larka smoking buhut karta hai.....waisay to theekh hai kyon kay charas chorna itna aasan kaam nahein .....aur karta bhee kiya ..sharab peenay wala agar charas par aa jaey to yai aik achievement ..magar aik baat ke daad dainee chaheyay kay iss nay ab clubs main jaana chorr diya hai ....ZABARDAST ,.......
waisay BANDA acha HAI ....

No comments:

Post a Comment